Blogger Title Post ke Ander Adsense Ads kaise lagate hai in Hindi

Blogger Post me Adsense Ads Kaise Lagate Hai

Dosto bahut sare log Adsense ads ko apne Blog Post ke Title ke niche show krna chahte h.
But Kaise? Ye ek bada Sawal (Question) hai, toh Dosto mai aaj aapko ye btane ja raha hu kaise blogger post ke ander (Title ke niche) adsense ads kaise show krte hai OK.

Step by Step 




Step 1
Apne Blogger Account me Sign In kare. Aur Template pe click kare.



Step 2
Template me ja kar HTML me open kare.

http://hindi-me-help.blogspot.in/

Step 3
Jab HTML code open ho jaye aapke screen me, tab aap Ctrl F press kare. Aur ye code Find kare.

<b:if cond='data:blog.metaDescription == &quot;&quot;'>

Step 4
Jo aapne CODE FIND kiya tha, Usko es Code se replace kar de.

<b:if cond='data:blog.pageType == &quot;item&quot;'>


 Put Your Ads Code Here:

 </b:if>

<b:if cond='data:blog.metaDescription == &quot;&quot;'>


Step 5



Ab aap ADSENSE CODE ko  Put Your Ads Code Here: me Paste kar de aur SAVE kare.