Laptop or PC ke Hard Disk Partition ko Hide kaise karte hai
Computer or Laptop ke Hard Drive ke Partition ko Hide karne ka Trick btane ja raha hu. Sayad ye Trick bahut logo ko pata ho, lekin bahut log aise bhi jinhe Computer ki Basic knowledge bhi nahi pata hai. Unke liye ye Trick Helpful hoga. Toh jante hai wo trick jis se aap apni PC ya Laptop ki Hard Drive ko Hide karna.
Step 1
Sabse Pehle aap apne Mouse ke cursor ko "MY COMPUTER" pe le jaye, Aur Right Click kareStep 2
My Computer pe Right Click karte hi "MANAGE" pe Click KareStep 3
"MANAGE" pe click karte hi ek Dialog Box khulega. Uske Right Side me "DISK MANAGEMENT" hoga us par Click KareStep 4
"DISK MANAGEMENT" pe Click karte hi appke PC or Laptop ke jitne bhi "PARTITION" honge wo aapke samne aa jayengeStep 5
Ab aap jis PARTITION ko Hide karna Chahte hai. Us PARTITION pe Right Click kare. For Example- maine es Photo me "DRIVE H" ko kiya hai
Step 6
Us PARTITION pe Right Click Karte hi ek Box open hoga. Us Box ke Third Number pe Jo Option Hoga "CHANGE DRIVE LETTER and PATHS" us per Click kare.Step 7
Click karte hi ek Box aayega. Jisme three option honge, aapko Third Number ka Option Jo "REMOVE" hai. Us par Click karna haiStep 8
Jo Box Open hua, us me Two Option hoga. Aapko "YES" pe Click karna haiAapka "HARD DRIVE PARTITION HIDE" ho gaya.
2 comments
Nice way! Step to step guide. Thanks
ReplyBuy internal hard disk for laptop
Hello bro. Aapki blog bahut achha hai aur aapke blog ka template bahut jyada achha hai. Mujhe ye template pasand aa Gaya ki aap is template ki mere email helpgyan@gmail.com par send kar sakte hai. Ya Aap template ka name bata sakte hai
ReplyPost a Comment